Aaj se 10 saal baad kee baat hai dosto..
Chhibber Pareshaan ,
Pandey heraan,
Kya huaa Bhaijaaan (Pandey ne poochhaa)
jhuki aaankhon se Chhibber ne kahaaaa....
10 saalon se MBA,
9 saalon se shaadi,
8 saalo se kriyaa_kalaap ,
phir bhi naa ban sakaa Baap?
kuch nahin hota(Pandey ne kahaa)
naag devtaa kee pooja karnee padegi,
Har shanivaar, Naag BABA ke paas 1000 rupayon ke saath jaaya kar ,
Aur Ravivaar mere paas Aaya kar ,
Par aanaa akelaa ,
3 agarbati,2 maachis aur ek kelaa,
is baar chhibber ne baat maani,
aur 6 mahine tak chaltaa rahaa pandey kaa kharchaa paani,
Phir ek din ,
Kya Hua chhibber (pandey ne kahaa),
lag rahaa hai khush,
pandey too mahaan hai ,
meri zindagi kee jaan hai!
tera naag dus gayaa ,
main judwaa bachcho ka baap ban gayaa! (chhibber ne kahaa)
5 saal BAAD.....
Pandey:chhibber phir se hai pareshaan ,
Ab kya huaa bhaijaan ?
Chhibber: Yaar main hoo hairan,
aur thodaa saa pareshaan ,
mere judwaa bacho mein ....
Ek ke gaata hai pandey rap,
doosra hansta hai hoh hoh hoh !
Tuesday, September 23, 2008
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment